Internet Se Paisay kamany k Azmuda aur kamayab Tareekay Latest 2020
Aj ka is post ma hum apko internet sa paisay kamany ka azmuda aur kamyab tareekay 2020 btaye ga jis sa ap ghar baithey assani say paisa kama saktay hai. Jo kamayab tareekay hum apko btaye ga is ka leya apko internet ka sath sath pc or laptop ki b zarurat hai.
1: Freelancing
![]() |
Freelancing ek boht he behtreen tareeqa hai jis sa ap $1000 kama saktay hai. Freelancing ma apko koi b skill ati ho or ap usa sell kra is ko freelancing kehta hai.Apko agr website banana ati ho ya seo ati ho ap apni is skill ko sell kr ka easily ghar baithey paisa kama saktay hai.
Agr apko koi skill nahi ati to pareeshan na ho hum apko btaye ga ka ap kase koi skill seekh saktay hai. Agr ap koi skill seekhna chahta hai to ap youtube ma ja kr seekh saktay hai. Youtube ma apko har qism ki skill mila ga jis ko ap seekh kr freelacning kr saktay hai or us sa paisa kama saktay hai.
Ab apne agr koi skill seekh le hai ya ati ha to ap soch rha hoga ga us ko kase or kaha sell kra? Internet ma boht se websites hai jaha pr ap register ho kr apni skill sell kr saktay hai or paisay kama saktay hai. Jin ma kuch famous websites Fiverr, upwork, freelancer, guru and peopleperhour hai. Sirf yehe nahi is ka ilawa or b boht se websites internat ma majood hai.
2: Affiliate Marketing
Affiliate marketing aj ka zamana ma har koi kr rha hai. Is ma ap kise ki products ko sell krwatay hai jis ka apko commission milta hai. Affiliate marketing ap b ghar bethay kr saktay hai. Affiliate marketing krna ka boht sa tariqa hai jin ma youtube or website hai. Ap youtube channel bana kr ya website bana kr affiliate marketing kr saktay hai.
Affilaite marketing ka leya boht sa platforms hai lkin in ma famous platforms yeh hai,
1: Amazon affiliate
2: Clickbank
Affilaite marketing ka leya boht sa platforms hai lkin in ma famous platforms yeh hai,
1: Amazon affiliate
2: Clickbank
3: Dropshipping
Dropshipping ma ap kuch products buy kr ka un ko mehengay damon ma sell krta hai. Dropshipping ma product la na ka leya aliexpress best hai jaha sa ap mobile covers ya kuch or products apna pass rakh kr sell kr saktay hai.
Dropping krna ka leya ap apni website b bana saktay hai ya ap aliexpress sa products la kr ebay ma sell kr saktay hai. Is sa boht sa log hazaron dollars kama rhay hai. Yeh ap b kr saktay hai.
Dropping krna ka leya ap apni website b bana saktay hai ya ap aliexpress sa products la kr ebay ma sell kr saktay hai. Is sa boht sa log hazaron dollars kama rhay hai. Yeh ap b kr saktay hai.
4: E-Commerce
Agr ap internet sa paisay kamana chaheya hai to e commerce b boht acha tariqa hai jis sa ap boht sa paisa kama saktay hai. E commerce ma ap apni products ki webiste banata hai or un ko online sell krtay hai.
Ap apni koi b products bana kr sell kr saktay hai. Is ma apko order aye ga jis ko ap deliver kra ga or paisa kamaye ga. Is sa b log boht zyada paisa kama rha hai. Agr ap yeh kam aj shuru krtay hai to ap is ma kamyab ho saktay hai q ka is ka trend aahista aahista bhar rha hai or boht sa log is ki taraf a rhay hai.
5: Youtube
Jaisey ka ap jantay hai ka boht sa online platforms ma ek platform youtube b hai jis sa ap ghar bethay paisay kama saktay hai or apni zindagi ko kamyab kr sakaty hai. Youtube sa paisa kama na ka leya apko koi tophics choose krna hoga jo apko boht pasand ho. Ap us tophic pr channel bana kr paisa kama saktay hai,
Is ka leya apko video editng or thori boht graphic designing ka pta ho jis sa ap apni video ka leya thumbnail bana kr views or subscriber la sakata or paisa kama saka.
Main umeed krta hu apko yeh parh kr apne leya koi tariqa mil gya hoga jis sa ap paisa kama saktay hai. Apko yeh post kase laga is ko jawa bcomment ma zarur btaye ga or btaye ka ap knsa tariqay pr kam start kra ga.

No comments:
Post a Comment